Thursday, August 14, 2008

kaaSh dunyaa meiN ye "kaaSh" nah hotaa

kaaSh dunyaa meiN ye "kaaSh" nah hotaa
ziNdaa ho kar bhee maiN laaSh nah hotaa


Bhoole Hai Rafta Rafta Tumhe Muddaton Me Hum...
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye...




Usse Jo Kabhi Dard Hota Tha
Meri Aankh Mein Ek Aansoo Aane Se,

Aaj Vo Bohat Khush Hota Hai
Meri Hastiyaan Mitaane Se,

Ab Toh Maum Ki Ban Chukki Hu Mein Unke Bagair
Koi Tapish bhi Na Le Jaye Guzar Kar Mere Sirhaane Se,

Hum Toh Jal Chukke Hai Poora
Aur Ab Kaun Rok Sakta Hai Hamein Khaak Ho Jaane Se,

Umeed Toh Ab Bhi Mujhe Unse Hai
Shayad Kafan Dene Hi Aa Jaaye Baad Mere Jaane Ke...nm

yeh nagme hume bahat pasand hai...sayad aap sabko pasand aaye

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

Usse Jo Kabhi Dard Hota Tha

Usse Jo Kabhi Dard Hota Tha
Meri Aankh Mein Ek Aansoo Aane Se,

Aaj Vo Bohat Khush Hota Hai
Meri Hastiyaan Mitaane Se,

Ab Toh Maum Ki Ban Chukki Hu Mein Unke Bagair
Koi Tapish bhi Na Le Jaye Guzar Kar Mere Sirhaane Se,

Hum Toh Jal Chukke Hai Poora
Aur Ab Kaun Rok Sakta Hai Hamein Khaak Ho Jaane Se,

Umeed Toh Ab Bhi Mujhe Unse Hai
Shayad Kafan Dene Hi Aa Jaaye Baad Mere Jaane Ke...nm


yeh nagme hume bahat pasand hai...sayad aap sabko pasand aaye

Friday, August 1, 2008

DELETE